Jua Kisi Ka Na Hua Video & Lyrics | Altaf Raja

Video of Jua Kisi Ka na Hua Altaf Raja


Read the Latest Song Jua Kisi Ka Na Hua Lyrics and Watch Official Video by Altaf Raja. The song is sung by Altaf RaJa and produced by Kanha Pictures.

Lyrics of Jua Kisi Ka na Hua

Jua Kisi Ka na Hua

Jua Kisi Ka na Hua
Jua Kisi Ka na Hua
Jab Jab khela
Jisne satta
Sakh pe uski lag gaya batta..

Jua dobo de life ki naiyaa..
Arey, bachke rehna isse bhaiyaa

Jua hai aisa risky khel..
manJhe khiladi hoJaye fail..
Ja mei Jade maar mati..
sadak pe aaaye crorepati..
Juye mei har koi barbad hua aaa...

Jua Kisi Ka na Hua
Jua Kisi Ka na Hua
Arey Jua kisi na hua
Bhaiya Jua kisi ka na hua..

Bookey baithe mala maal..
Punter ho gaye re kangal..
BlackJack hai lamba Jhol..
Roulette sabko ghuma de gol..
Poker ka Joker fasa dega..
TuJhe seth se nokar bana dega..
Tu Jo khela blind mei teen patti..
Koi Ekka teri baJa dega..

Jisko kehte lagai Khai Ek kuan Hai to duJi khai..

Jua Jua Jua yeh kisi na hua
Jab Jab khai, khai nazar aayi..
Jab lagai toh lag gayi hai bhai..
Jua ki race main
Jo bhi doda
Are ban gaya woh toh landa ghoda
Bahut fareebi tash ke patte
Utar Jayein sab kapde latte
Chakka bolo toh Catch ho Jaye
Catch bolo toh drop ho Jaye
Jab no ball pe out ho Jaye
Match hai fix yeh doubt ho Jaye..

Jua ke sauk mei ghar se beghar hua aaa
Jua kisi na huaa
Jua kisi na huaa
Bhaiya Jua kisi na huaa
Arey Jua kisi ka na hua

Socha durby se bharengi Jeebei
Par papad belna paya
80 pe Dau lagaya matke mei 89 aayaa...

Dukki Teeki
Choka Chakkaa
Pyaare vaqt pe de jaaye sab ye dhokaa..

Jua Jua Jua yeh kisi na hua
Dukki Teeki
Choka Chakkaa
Pyaare vaqt pe de jaaye sab ye dhokaa..
Century Pe daav bhi bekar ho jaye..
Nervouse Nineties ka shikar ho jaye
Haar jeet ka Ye to mail
Kabhi head to kabhi hai tail
Utar jaaye patri se rail

Temperature dilli ka high ho jaye
Jita hua match jab tie ho jaaye
gussa ho jab rahu shani
Loote juye me saari mani
Bright tha future dark huaa

Jua kisi ka naa huaa
Jua kisi ka naa Sagaaa
Jua Kisi Ka na Hua
Jua Kisi Ka na Hua

Write here what you feel about this post.

Post a Comment (0)
Previous Post Next Post