Nawazuddin Siddiqui Dialogues - Best of all time & Nawazuddin Biography

Bollywood Actor Nawazuddin Siddiqui Biography

Nawazuddin Siddiqui is an Indian actor, known for his works in Bollywood Hindi cinema. He was born on 19th May 1974 in Budhana, Uttar Pradesh.

He is an alumnus of the National School of Drama. Siddiqui's Bollywood debut was in Sarfarosh in the year 1999.

Later in 2003, he played a pickpocket in Sanju's popular movie Munnabhai M.B.B.S where many people noticed him.

Nawazuddin Wallpaper
Some of the best movies of Nawazuddin Siddiqui are Manjhi: The Mountain Man (2015 released), Gangs of Wasseypur (2012 released), The Lunchbox (2013), Raman Raghav 2.0 (2016), Badlapur (2015), Kahaani (2012), Bajrangi Bhaijaan (2015), Talaash (2012), Dekh Indian Circus (2011) and Three (2016).

The list of movies is pretty long but these are the best ones. If you're a fan of Nawaz then you must watch these.

Nawazuddin Siddiqui Quote
Cinema for me has no boundaries. Be it Indian, International or Regional Cinema, I am influenced by its content, feel and substance.

Nawazuddin Siddiqui Bio Details


Name Nawazuddin Siddiqui
Birthdate 19-May-74
Age 45 Years
Birthplace Budhana, Uttar Pradesh
Nationality Indian
Film School National School of Drama
School Gurukul Kangri Vishwavidyalaya
Occupation Actor
Wife Name Anjali Siddiqui
Children 2
Website nawazuddinsiddiqui.com (Not active)

This is the post dedicated to Nawazuddin Siddiqui best dialogues from the various movie in one place. So enjoy top dialogues wallpapers only on Imslv, Jaha hai Sirf Entertainment!

Nawazuddin Siddiqui Dialogues from Thackeray Movie

Jay Hind
Jay Maharashtra
Jay Hind pehle kehta hu, Jay Maharashtra bad mein.
Mere liye desh pahle hain, Rajay baad mein.



Main sahi hun ya galat,
Iska faisla Aap nahi Desh ki Janta karegi.
Kyunki sabse upar ek hi Adaalat ko manta hu
Vo hai janta ki adaalat.

Aapka sixer yaad hai mujhe, Excellent shot!
Aapki batting itni bhi achchi nahi thi ki, Main sima-par shaheed huye jawano ke pariwaron ka dukh-dard bhool sakun.

Bheekh mangne se achcha hain, Gunda banke apna haq chhinna.

Nawazuddin Siddiqui Sacred Games Dialogues

  1. Bhagwan ko maante ho? Bhagwaan ko l#nd farak padta hain.
  2. Kabhi kabhi toh lagta hai apun-ich bhagwan hain.
  3. Dharm ne pavitrata me dhanda khoja.
  4. Duniya ka sabse bada dhanda hai dharm. Dharm ke naam pe logo ka chutiya kaata jaata hain.
  5. Yeh gun, bin, drugs, property yeh sab chhota Dhanda hai. Asli dhanda hai politics.
Also check - Sacred Games 2 Dialogues with a click!

5 Nawazuddin Siddiqui Dialogues from Kick Movie

Check out the best 5 dialogues of Nawazuddin Siddiqui in Kick movie only on Imslv. Takk...

Maut Ko Chhu Ke Tak Se Wapas Aa Sakta Hoon.
Paida To Main Bhi Sarif Hua Tha, Par Sharafat Se Apni Kabhi Nahin Bani. Jara Hum Bhi-To Dekhe Hum Se Bada Saitaan Kaun Paida Ho Gaya?
Koi Umeed Bahar Nahi Aati, Koi Surat Nazar Nahin Aati. Maut To Ek Din Moiyan Hain, Neend Raat Bhar Kyun Nahin Aati. Pehle Aati Thi Haal-e-Dil Pe Hasee, Ab Kisi Baat Pe Nahin Aati.
Jisse Zindagi Ki Parwah Hoti Hain, Ma-Kasam Maarne Ka Maza Usiko Aata Hain...
Ek Ek Paisa Gin Lena Thook Laga Ke, Yeh Ho Na Ho, Hum Toh Traditional Kaminey Hain.

Top 4 Manjhi The Mountain Man Dialogues by Nawazuddin Siddiqui

  1. Jab tak todengein nahi, Tab-tak chodegein nahi. Bahut hi lamba dangal chalega re tohra Hamar. Taiyaar Hai? Ha ha ha Taiyaaar!
  2. Shandaar... Zabardast... Zindabad...
  3. Bhagwan ke bharose mat baithiye, Kya pata bhagwan humre bharose baitha ho!
  4. Log kehta hai hum pagal hai, Apna Zindagi khrab kar raha hai!

Nawaz's Raees Movie Dialogues

  1. Jisko tu dhandha bolta hain naa. Crime hain vo. Dhandha band karle, Varna Saans lena bhi mushkil kar dunga.
  2. Bachche ka Baap Bana Hai. Gujrat Ka Nahi!
  3. Raees ka aur mera rishta bada ajeeb hain, Paas reh nahi sakta aur saala door jaane nahi deta.
Read more: Raees Movie Dialogues on a click!


From Babumoshai Bandookbaaz Movie

  1. Mana Ke Tall Nahi But Dark or Handsome To Hai Tabhi Toh Ladkiya Marte Hai Mujh Pe Tumhari Tarha.
  2. Guru Cheley Ko Sub Kuch Sikha Deta Hai Lekin Ek Paintra Nahi Seekhata. Charkhe Ghumane Ki Trick
  3. Aadmi toh karke bhool jaata hai par uska kiya kahin nahin jaata. Ghoomkar ek din uske samne zaroor aata hai.

 Gangs of Wasseypur Nawazuddin Siddiqui Dialogues

Check five best nawazudin siddiqui dialogues from his superhit movie Gangas of Wasseypur movie.
  • Yeh dhande mein do cheezo pe kabhi bharosa nahi karna chahiye, ek toh khud se paida hone waale khauf pe, aur doosra kisi ke saath pe
  • Tumko yaad kar karke haath dukh gaya hamara
  • Ek hi jaan hai ya to allah lega ya mohalla..
  • Baap ka, dada ka, Bhai ka, Sabka badla lega re tera, Faijal...
  • Pura ka pura wasseypur band karwao inki maa ka aa...

All Time Favourite Nawazuddin Siddiqui Dialogues Lyrics

  • Ye bhitar ka ghav hai, jab tak ye tootega nahi bharega nahi..
  • Ye Prem hai, pehle apni joru se tha abhi pahad se hai..
  • Murder kiya hai maine murder, agar phir se ispar hath uthaya na to finish kar dunga, Good Night..
  • Koi puchega tere bete me kuch achi baat thi tu bolegi na? Bolnaa
  • 15 min tak saans rok sakta hoon main, kuch nahi hota mujhe..
  • Mujhe bada maza aata hai jab koi darta hai, pata chalta hai usse apni zindagi ki parwah hai..

  • Paida to main bhi shareef hua tha par sharafat se apani kabhie nahin bani.
  • Koyi ummeed bar nahin aati, koyi surat nazar nahin aati, maut to ek din moiyyan hai, nind raat bhar kyun nahin aati. Pahle aati thi haal-e-dil pe hansi, ab kisi baat pe nahin aati.
  • Zara hum bhi to dekhen hum se bada shaitan kaun aa gayaa.
  • Jise zindgi ki parvaah hoti hai, maa kasam maarne ka maza usi ko aata hain.
  • Apun toh kya hai na saab paida hi nisachaar hua hai. Apun ka baap apun ko lomdi bolta tha.. bolta raat mein mera aankh chamakne lagta hai..
  • Aur apun ki aadat thi sadak ke kinaare chabutare pe chalne ka ya beech mein..jaha woh shatranj ka khel bicha hota hai na, aisa woh...aisa.. aisa kaala-safed baarik baarik sa hota hai.

  • Apun kya hai na sirf kaale pe chalta hai, safed pe pair rakhenge matlab out. Aur ginti karta hu ussme pata nahi chalta time ka.. Toh aise apun kaale se kaale pe pair rakh ke chalne laga, udhar wo beech mein sadak aa gaya aur apna kaala khatm! Aur apne ko toh out hone ka hi nahi tha..
  • Toh bhagwaan ne mujhe bachpan se aisa jaadu diya main jor laga ke sochta hai na aisa toh waisa hi dikhne lagta hai toh sadak pe aisa kaala0-safed bichta chala gaya aur apun kaale pe chalne laga pata nahi saamne woh kidhar se aa gaya..
  • Kapda hai bahut zyada par kameez bahut tang hai, badal hai bahut zyada par baraste kitne kam hain.
  • Mera naam aslam sheikh hai sir, main anath hu, mera naam bhi maine khud hi chuna, sab khud hi seekha ye bhi khud hi seekh lunga sir, thank you very much..
  • Karachi se log eid manane apno me andrune mulk ja rahe hai, camerman kamil yusuf ke sath, chandnawaab karaachi..


Nawazuddin Siddiqui Dialogue Images



dialogue image nawazuddin

sacred games dialogues



dialogue of sacred games

sacred games nawazuddin dialogue

Nawazuddin dialogues lyrics

Watch Nawazuddin Siddiqui's Best Dialogue Scenes Video

Experience the brilliance of Nawazuddin Siddiqui through his best dialogue scenes in iconic films like Badlapur, Munna Michael, and Anwar Ka Ajab Kissa.

Prepare to be captivated by his powerful performances and unforgettable lines.


You must bookmark this page.

We are going to update all his future dialogues in the same post.

Go ahead and tell us about your favourite dialogue of Nawazuddin Siddiqui in the comment section below.

This is Nawazuddin's Fan saying Bye... See you in the comment box.

Nawazuddin Siddigui Wallpapers

4 Comments

Write here what you feel about this post.

  1. Kabhi Kabhi apun ko lagta hai Nawazuddin Siddiqui'ch bhagwan hai!

    ReplyDelete
  2. That feeling when Nawazuddin says, Tumko yaad kar karke haath dukh gaya hamara in gangs of wasepur movie.

    ReplyDelete
  3. Baap ka dada ka bhai ka sabka badla lega re tera faizal.

    This is the best dialogue of Nawazuddin from the movie Gangs of wasseypur.

    ReplyDelete
  4. Ye faguniya tu hamar jan hai re jan,
    Hum tohe itna chahte hai,itna chahte hai,itna chahte hai,ka bataye kitna chahte hai...

    Aise seena fad ke dikhaye ka Bajrangbali ki tarah

    ReplyDelete
Post a Comment
Previous Post Next Post